Khushi bhi yahi, gila bhi yahi...
Woh humko mila toh sahi, par mila nahi...
Naazuk si thi mohabbat,
par usne sambhala nahi,
Mai bikharne ko tayyar thi,
magar usne thaama nahi…
Har dafa toot kar uski chaah me bikhri,
Magar woh ek dafaa bhi
mujhe apna keh na saka…
Aankho ke dariya me roshni ka...