Maalik se yeh dua hai humesha ki aapki zulfein hamesha ghani aur kaali rahein aur is baat ke liye aapko specially hair ads ke offer aayeinzulfo ki safedi ka toh bas Instagram filter ka asar hai, asal me toh ab bhi kaali ghata jaisi hai![]()
Maalik se yeh dua hai humesha ki aapki zulfein hamesha ghani aur kaali rahein aur is baat ke liye aapko specially hair ads ke offer aayeinzulfo ki safedi ka toh bas Instagram filter ka asar hai, asal me toh ab bhi kaali ghata jaisi hai![]()
HaaàyeeeeeMaalik se yeh dua hai humesha ki aapki zulfein hamesha ghani aur kaali rahein aur is baat ke liye aapko specially hair ads ke offer aayein![]()
Shayari tbhi gehri lagti hai jab padhne wala usey mehsus kar sake...
Yeh 30 kyaNo hum 30![]()
Chahne wale tere hazar honge
Kahan sare tere wafadar honge
Kuch jaan lene wale milenge
Kuch tere jaan nisaar honge
Ana paraston se pala padega
Chahre magar khak Saar honge
Dekhna dushman ki pheli safh mein
Samne tere yaar honge
Maana ki mujh mai bhi burayiyan thiWafadari ke libaas me chhupi thi bewafayi,
Hum apno ko pehchaane me der kar gaye...
Jise sajda kiya tha dil se humne,
Wahi pehli saf me khade tamasha dekhte rahe...
Haaa police ji mujhe ly jaoooo @Qaynaat k pass
Maana ki mujh mai bhi burayiyan thi
Magar aye yaar tu .. bey intehaa nekla
Wo jo teri khushi ki dua karta tha
Aj uske muh se lafz-e-bad dua nikla
Siwayein tanhaayi k mere pass kuch b nahi
Ek yaar tha wo bhi kisi aur ka nikla
Humne toh kabi usko Begana na samjha tha
Magar wo begana tha ..so begana nekla
Sare falak ko viraan karke
Ayee mere chand tu kaha jaa nekla..
Jo lekha hain muqaddar mein wahi hona hainJo socha tha humsafar hoga,
Woh safar ka sirf ek saaya nikla....
Dil jiski ibaadat karta raha,
Woh toh sirf ek fasana nikla.....
Jo muqaddar me hai, woh takdeer likhegi,Jo lekha hain muqaddar mein wahi hona hain
Toh phir rona kaisa??
Aur Jo zindagi mein apna tha hi nahi
Usey khona kaisa??
बड़ी आरज़ू थी महबूब को बे नक़ाब देखने कीDil aise mubtila hua tere malaal me,
Zulfe safed ho gayi 20 saal me...
Aise woh ro raha tha mera haal dekh kar,
Jaise aaya ho kisi inteqal me...
Mohabbat thi ya koi jurm kar diya tha,
Woh aankho me aansu liye
chhod gaya tha...
Dastak di thi jo kabhi dil ke dar pe,
Aaj wahi raasta anjaan lag raha tha...
Yeh baat jaanti hu, magar maanti nahi,
Din katt rahe hain aaj bhi tere khayal me...
Ek baar apni nigahbaani sonp de,
Umar guzaar dungi tere dekhbhaal me...
Woh toh sawaal puchke aage nikal gaya,
Atki hui hu mai magar uske sawaal me...
Kyun pucha tha ki "Kaisi ho?"
Jab jawab dene ki wajah bhi tu hi le gaya...
Mai kabhi tere hone me jeeti thi,
Abb tere na hone me marr rahi hu....
Jo saanse teri aahat sun kar tez chalti thi,
Aaj wahi dheemi padh rahi thi....
Meri mohabbat sirf lafzo ki mehmaan thi,
Teri yaado ki mehfil abb bhi udaas hai...
Mai likhti rahi dukh tere naam ka,
Aur tu sirf kisi aur ki kitaab ka alfaaz hai~
View attachment 306669
Mai toh samne dekhne ko beqarar thi,बड़ी आरज़ू थी महबूब को बे नक़ाब देखने की
दुपट्टा जो सरका तो ज़ुल्फ़ें दीवार बन गयी...
Dil aise mubtila hua tere malaal me,
Zulfe safed ho gayi 20 saal me...
Aise woh ro raha tha mera haal dekh kar,
Jaise aaya ho kisi inteqal me...
Mohabbat thi ya koi jurm kar diya tha,
Woh aankho me aansu liye
chhod gaya tha...
Dastak di thi jo kabhi dil ke dar pe,
Aaj wahi raasta anjaan lag raha tha...
Yeh baat jaanti hu, magar maanti nahi,
Din katt rahe hain aaj bhi tere khayal me...
Ek baar apni nigahbaani sonp de,
Umar guzaar dungi tere dekhbhaal me...
Woh toh sawaal puchke aage nikal gaya,
Atki hui hu mai magar uske sawaal me...
Kyun pucha tha ki "Kaisi ho?"
Jab jawab dene ki wajah bhi tu hi le gaya...
Mai kabhi tere hone me jeeti thi,
Abb tere na hone me marr rahi hu....
Jo saanse teri aahat sun kar tez chalti thi,
Aaj wahi dheemi padh rahi thi....
Meri mohabbat sirf lafzo ki mehmaan thi,
Teri yaado ki mehfil abb bhi udaas hai...
Mai likhti rahi dukh tere naam ka,
Aur tu sirf kisi aur ki kitaab ka alfaaz hai~
View attachment 306669