माना की उसके चेहरे की चमक मुझसे हैLadki ko bigad rahe ho Janab tarifo ki barsad kar k
Kabile tarife isliye he ki Aapne use banaya he
Sab Kuch bhula ke use gale se lagaya he
Khusnasib Wo Jo aap se Mili
Aap hi ki bagho me aake wo khili
Tute khwab ko jod ke aapne uska
Sapne sajaya he
Kabile tarife isliye he ki Aapne use banaya he
Abhiman nai use gurur Hoga aap ki aakho par
Aap ki Kalam aur use thamne wali haatho par
Aap ki chehre ki rosni se wo chamakti he
Dardo ko wo be-h-khubi se samajhti he
Jindagi ne najane Kaun Kaun sarang dikhaya he
Kabile tarife isliye ki he Aapne use banaya he
Kahi ye Banda BHI bhigad na jaaye jyada tarifo se
Ab ham kuchu na bolenge![]()
पर इस चेहरे पे मुस्कान की वजह भी तो वो है
लिखना तो एक शौक था मेरा
पर अपने ज़िद से संवेदनाओं का एहसास भी वो है
तारीफों से ये बंदा बिगड़ने वाला नहीं
कुछ नया लिखने की प्रेरणा मिलती है।
