Aapki mohabbat bepanah hai,Ati sundar .... sidhi dil pe lgi .... wow....
Tere saath har safar ka hissa banunga,
tere dukh-sukh ka humsafar banunga
Jism chhod de ya saansein ruk jaaye,
par tujhe akela kabhi na chhodunga main
Woh taawiz jo tune dil ke darakht pe baandha hai,
uski har dua ko apni taqdeer banaunga main
Tu mujhse door jaane ki baat bhi na sochna,
kyunki phir jee nahi paunga main
View attachment 300784
hamesha qaayam rahegi....
