Tum agar meri yeh hawayen teri
Tum agar meri saari raahein teri
Tum agar meri main hoon tera
Tum agar meri yeh ujaale tere
Tum agar meri dil hawale tere
Tum agar meri main hoon tera
Tum agar meri hai fasaana tera
Tum agar meri toh zamaana tera
Tum agar meri main hoon tera
gehra hua Rang aashiqui gehra hua
Woh poochhte hain "Rehti kahaan?"
Meri baahon mein rehti unko bata
Palkein jhapakta hai aasmaan
Usne bhi tujh-sa dekha kahaan
Hai raunakien wahan tum ho jahaan
Meri baahon mein rehna yahi hai dua
Teri mohabbat mein jalna bhi hai
Kuch rang apna badalna bhi hai
aur dhalna tere rang mein hai sada
Tum chaand hai ek dhadakta hua
Chori se mujhko hi takta hua
Seene se lag ke chamakta hua
Meri jannat ka rasta tum hi tum hua @jasminee
Tum agar meri saari raahein teri
Tum agar meri main hoon tera
Tum agar meri yeh ujaale tere
Tum agar meri dil hawale tere
Tum agar meri main hoon tera
Tum agar meri hai fasaana tera
Tum agar meri toh zamaana tera
Tum agar meri main hoon tera
gehra hua Rang aashiqui gehra hua
Woh poochhte hain "Rehti kahaan?"
Meri baahon mein rehti unko bata
Palkein jhapakta hai aasmaan
Usne bhi tujh-sa dekha kahaan
Hai raunakien wahan tum ho jahaan
Meri baahon mein rehna yahi hai dua
Teri mohabbat mein jalna bhi hai
Kuch rang apna badalna bhi hai
aur dhalna tere rang mein hai sada
Tum chaand hai ek dhadakta hua
Chori se mujhko hi takta hua
Seene se lag ke chamakta hua
Meri jannat ka rasta tum hi tum hua @jasminee
