• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Humsafar ❤️

This is truly beautiful and heartwarming poetry. The sincere and unadulterated feeling of true love shines clearly through your lines.

When the bond of the heart with someone becomes so deep , even their slightest smile begins to feel greater than all the happiness in the world.

आपकी इस खूबसूरत भावना को आगे बढ़ाते हुए, कुछ पंक्तियाँ मेरी तरफ से :-


:heart1:

नसीब वालों को मिलता है ऐसा चाहने वाला ,
जो दूर रहकर भी धड़कनों में शामिल रहे।
दुआ है कि वो समझे इस मोहब्बत की कद्र ,

जिसके लिए आपका दिल हर पल बेकरार रहे।

{ Always Be Happy Keep Smiling } :)

Screenshot_2026_0831_200331.png
 
Shukar karo rab ka
Mai iss qabil kaha
Me to ek jazb hone wala
Ek Musafir hu jiski manzil
Us rab k hai yaha
:smile1:

Manzil kiski kya hai, ye toh Rab hi jaane…
Hum toh bas safar ko khoobsurat banane wale
kuchh lamhon aur kuchh khaas logon ke shukrguzaar hain.
 
Manzil kiski kya hai, ye toh Rab hi jaane…
Hum toh bas safar ko khoobsurat banane wale
kuchh lamhon aur kuchh khaas logon ke shukrguzaar hain.
Manzil sabki rab k paas jaane ki he
Ye haqiqat se wakeef hona he sabko
Shukarguzaar to rab ka hi he
Waseela chahe jo ho

:smile1:
 
Manzil sabki rab k paas jaane ki he
Ye haqiqat se wakeef hona he sabko
Shukarguzaar to rab ka hi he
Waseela chahe jo ho

:smile1:

Yes, that's true… manzil toh sabki Rab ke paas hi hai. Aur safar mein jo bhi log ya jo bhi cheezein humare paas aati hain, shayad woh bhi Rab ke waseele hi hote hain. Isliye har cheez ke liye shukarguzaar rehna chahiye.
 
Aapki yeh shayari behad khoobsurat aur gehrai se bhari hai, jo kisi khaas insaan ke sath aur uske sukoon ko bayaan karti hai. :heart1:

Ismein chand-sitaron ki tamanna chhodkar sirf us chhote se ashiyane aur uske sath ki khwahish ko bahut pyare andaz mein pesh kiya gaya hai. :inlove:

I also wanna add Some Lines in it.


तुम्हारी बातें मेरे दिल को सुकून देती हैं; तुम ही मेरा पहला और आखिरी प्यार हो। जबसे मुझे तुम्हारा प्यार मिला है, दुनिया की हर खुशी फीकी लगने लगी है।

कुछ नशा तेरी बात का है, कुछ नशा बरसात का है, हमें तुम यूं ही पागल मत समझो, ये दिल पर असर तेरी मुलाकात का है। तुम मिले तो लगा मिल गया आशियाना, अब हर लम्हा लगता है जैसा सिलसिला कोई सोगlत का है।




View attachment 430381
Wow pic....sukoon h isme ❤️
Aur Aapne bhi bhut sundar likha h ji....
 
Na chaand chahiye, na taaron ki roshni,
Bas uski ek muskaan hi kaafi lage.

Uski baaton mein kuchh aisa jaadu hai,
Door hokar bhi woh dil ke paas lage.

Woh rooth jaaye toh dil use manaana chahe,
Uske nakhre bhi jaane kyun pyaare lage.

Na jaane kya rishta hai usse dil ka,
Par uska hona hi kuchh khaas lage.

Duniya se chhupa loon chahe kitna bhi,

Mera dil har baar usi ka naam kahe. ❤️
Very nyc....❤️❤️❤️
 
This is truly beautiful and heartwarming poetry. The sincere and unadulterated feeling of true love shines clearly through your lines.

When the bond of the heart with someone becomes so deep , even their slightest smile begins to feel greater than all the happiness in the world.

आपकी इस खूबसूरत भावना को आगे बढ़ाते हुए, कुछ पंक्तियाँ मेरी तरफ से :-


:heart1:

नसीब वालों को मिलता है ऐसा चाहने वाला ,
जो दूर रहकर भी धड़कनों में शामिल रहे।
दुआ है कि वो समझे इस मोहब्बत की कद्र ,

जिसके लिए आपका दिल हर पल बेकरार रहे।

{ Always Be Happy Keep Smiling } :)

View attachment 430401
Han ji...aapka bhut bhut shukriya ❤️
 
Yes, that's true… manzil toh sabki Rab ke paas hi hai. Aur safar mein jo bhi log ya jo bhi cheezein humare paas aati hain, shayad woh bhi Rab ke waseele hi hote hain. Isliye har cheez ke liye shukarguzaar rehna chahiye.
Jo Mila shukar guzaar sirf rab ka 3 rakhta hu
 
Top