Waah jnabHal kaisa hai bata nhi sakte,
Is kahani ke kisse suna nhi sakte ,
Tumse mohabbat hai sirf itna jante hai ,
Kitni mohabbat hai chah kar bhi dikha nhi sakte ..!
#Trench
Batata hu mai ki wo kaise dikhti hogi ,Waah jnab
Kya kehne aapki shayari k__
Lekin kaun h woh aapki me
Waah waahBatata hu mai ki wo kaise dikhti hogi ,
Wo ek pyari ki gulab ki tarah dikhti hogi ,
Aasman takta hoga use , tare pighalte honge,
Jab wo saj tu hogi to kasam se wo Chand se bhi Sundar dik
hti hogi ,
Bas isse jyada kabhi vistar me likhunga uske bare me![]()
Waah waah
![]()