Tumhare tak pohchne ka safar aasaan na tha,Tu chahta hai kisi or ko pta na lage, mai tere sath firoon or mujhe hawa na lage, tumhare tak mai bahot Dil dukha k pahuncha hoon ki tumhare tak mai bahot Dil dukha ke pahuncha hoon, dua karo ke mujhe koi baddua na lage.![]()
Waah ji waah aap bhi achi shayeri kr letey hoo kya baatTumhare tak pohchne ka safar aasaan na tha,
Dil to dukhaya, par har kadam par tumhara khayal tha.
Badduayein unke liye hoti hain jinhone mohabbat mein dagaa kiya ho,
Tumhara naam to har dua mein shamil tha.
SukriyaWaah ji waah aap bhi achi shayeri kr letey hoo kya baat
Ji maharaj ji
HahaYahi dua karenge .
Tu chahta hai kisi or ko pta na lage, mai tere sath firoon or mujhe hawa na lage, tumhare tak mai bahot Dil dukha k pahuncha hoon ki tumhare tak mai bahot Dil dukha ke pahuncha hoon, dua karo ke mujhe koi baddua na lage.![]()