Woh saath hota hai to uski aadtein stati hai
Dur hota hai jab to uski yaadein aati hai
Main Us'se ladu ye mera hai haq
Koi aur us'se lade to ladu mai bedhadk
Aankhein kholu to karti hoon Najar-andaaz
Band kru to uska hota hai ahsaas
Woh hai ak sagar jo aata hai hmesha nazar
Par jab ho jaaye ojhal to doob jata hai dil
Zindagi mai mithaas gholne wali cheeni ki tarah hai
Mushkile dur kar jeene ki tarah hai
Mere Dil mai basaa hai
Mere Dil mai fasaa hai
Wo yaar meri jaan hai
Meri Pehchaan hai