Yaar tere nain farebi
Mujhpe aesa jaadu kar gaye
Mere Zazbaaton se khel gaye
Dil ko bekaabu kar gaye
Yaadein teri to yaadon mai staaye
So jaau to khwaab maar jaaye
Dil teri hi baatein sunta
Meri naa ak ab maanta
Naino mai nind nahi aati
Dil bin tere nahi ab lagta
Karti hu dil se puja
Sang tere ho swera duja
Jhootha mere pas nahi hai
Pakka hai waada yaara
Teri gali jo dekh li maine
Jivan bhar ab yahi sahara
Chaand ki chandani jaise
Kar dungi tera dur andhera
Yaadein teri to yaadon mai staaye
So jaau to khwaab maar jaaye
Tu to bas apna lagta
Dunia sab hui praayi
Ab to aashiq mere
Dil tere naam kar aayi
Mujhpe aesa jaadu kar gaye
Mere Zazbaaton se khel gaye
Dil ko bekaabu kar gaye
Yaadein teri to yaadon mai staaye
So jaau to khwaab maar jaaye
Dil teri hi baatein sunta
Meri naa ak ab maanta
Naino mai nind nahi aati
Dil bin tere nahi ab lagta
Karti hu dil se puja
Sang tere ho swera duja
Jhootha mere pas nahi hai
Pakka hai waada yaara
Teri gali jo dekh li maine
Jivan bhar ab yahi sahara
Chaand ki chandani jaise
Kar dungi tera dur andhera
Yaadein teri to yaadon mai staaye
So jaau to khwaab maar jaaye
Tu to bas apna lagta
Dunia sab hui praayi
Ab to aashiq mere
Dil tere naam kar aayi
Last edited: