Beyjuban ishq simat-ta rha ,
Khud ko tanha soch ke ujale se darta tha ,
Karta rha , karta rha ,
Zaayke jisne juban ke cheen liye , ye dil uski fikar karta rha ,
Kuch labz labo pe sajaa k mere , wo beykhabar dil tod ke chlta rha ,
Sehma hua dil , ghabrata bhi kese ,
So ,
Wo aankho ko moond ke , Sehta rha ,
Patthar ko Murat Samhajta rha ,
Fhoolo ka ek bagh , jo sajaya tha dil me ,
Dheere dheere ujadta rha ,
Chalta rha chalta rha ,
Kisi Aandhi ke aane se pehle ,
Wo saaye se apne ladta rha ,
Chhupta rha chhupta rha ,
Dil ko dhupkaye wo chhupta rha ,
Ek roj wo aankhe kholega ,
Saaye ke sath wo sbse bolega ,
Bejubaan ishq mera , Ankho se ashq banke behta rha ,
Wo sune ya na sune , ye dard meri rooh ko sunta rha ,
Sunta rha sunta rha , ye dard meri baate sunta rha : )