Dekho us khuda se mai sauda kar aayi hu, Apni zindagi ki kitni umar tumhare hisse kar aayi hu...!!
Or kya dekhoge tum dariya dili meri,
Kitni hi bar me tumhe jeeta ke khud haarti aayi hu...!!
Kese jee lu ye bachi hui Zindagi ab tum bin,
Jab mai har chiz mein tumhe sab se pehle rakhti Aayi hu..!!
Ehsaas bhi nahi tumhe kya kya saha hai maine,
Tumse to Mai apne har dard ko chupati Aayi hu...!!
Kabhi mauka nahi diya tumne kareeb aane ka tumhare,
Kese kitne hi roz mai tumhare kareeb aane ko tarasti Aayi hu..!!
Dekho us khuda se mai sauda kar Aayi hu, Apni Zindagi ki kitni umar tumhare hisse kar Aayi hu..!!

Last edited: