Woh sekti hai rotiyaa rasoi me....
Mujhe janbujhke peeche se bulati hai
Wo meri pehn leti hai lambi shirt.....
Aur mujhe kuch is tarah rijhaati hai
Mai jo daaldu du ek haath uske gale se neeche...
Woh siskiyaa bharti jaati hai...
Jo sehladu dusre haath se uske jism ke har ek hisse ko,
Wo jaise jalti moam ki tarah pighal si jaati hai..
Meri ungliyo ki aag me sulag kar,
Mujhse hi be-intehaa mohabbat karti hai.
Main dheere se uske kaano me nazam sa gungunata hu....
Woh aankhe bandh karke bas mehsoos karti hai,
Mere labo ki tapish uske hotho ko choo jaaye jaise,
Woh mujhme hi simat jaati hai…
Kheech lu mai jo usey apni ore,
Woh Lubhaati hui mujhe bhi kamre me kheech laati hai..
Mai fek du usey yun bistar pe..
Uske Mehekte badan ki khusboo
poore kamre ko mehkaati hai....
Yun toh Woh dekh chuki hai phele se mere jism ke har ek hisse ko,
Par ab phir ek baar aur dekhne ki chahat karti hai.....!