saumunda01
Wellknown Ace
Pyaar ek meetha dhokha hai, aur humne bade shauq se khaaya hai,
Thoda theekha, thoda namkeen sa, ab yehi hissa humare aaya hai!
Kabhi be-wajah hasa diya, toh kabhi khul ke rulaya iss pyaar ne,
Banda theek-thaak bhala tha, kya se kya banaya iss pyaar ne!
Vehle to hum pehle bhi the dunya ki nazar mein lekin,
Poori tarah 'nikamma aur naakaara' bana diya iss pyaar ne!
Ajeeb sa lafz hai 'ishq', tauba karo sabhi mere yaaro,
Sikhaaya toh bohot kuch, par antt mein bas rulaya iss pyaar ne!