
Ek kami hai mujhme,
Jise tum pura kar diya karo,
Baatein Kar lunga,
Bas tum shuruwat kar diya karo,
Kabhi "Hello" likhun toh
"Hello kya hua" reply mat karna,
"Pata hai aaj kya hua" Bol kar,
kuchh baate bata diya karna...!
(Source : instagram)
Thoda shant sa, adhura sa hoon main,
Par tumse baat karke poora lagta hoon,
Kuch khaas nahi hoon shayad,
Par tumhare liye thoda khaas banna chahta hoon... ♥︎♥︎♥︎
ʕ´•ᴥ•`ʔ










BTW