Khud Ko Khamosh kar k aur hathon ko hath se milakar taliyon ke aawas Se mere dilon ko sukun pahuncha rahi hai aap
Khud Ko Khamosh kar k aur hathon ko hath se milakar taliyon ke aawas Se mere dilon ko sukun pahuncha rahi hai aap
Hmmm sahi baatDono partner saath de toh love complete bhi hota hai
Galtiyo ko nazarandaaz kardena bhi pyaar hota hai . Jisko todna hota woh todta hi hai aur jisko jod ke rakhna hota woh jaata nai kahi bhiNaseeb sabka acha nhi hota kbhi kbhi milne ke bawjud woh insaan humari gltiyo ki wjh se chla jata hai
Sukun pahucha ke khushi huiKhud Ko Khamosh kar k aur hathon ko hath se milakar taliyon ke aawas Se mere dilon ko sukun pahuncha rahi hai aap
AcchaGaltiyo ko nazarandaaz kardena bhi pyaar hota hai . Jisko todna hota woh todta hi hai aur jisko jod ke rakhna hota woh jaata nai kahi bhi
Main toh hoon hamesha raaho me bass saath saath chalna khona mat kabhi bhiAcchashyd woh tum hi toh nhi
Ek Alfaaz hote Hain jisko padhakar chehre ke andar ek muskan aati Hai aur Khamosh rahakar kuchh Shabd Na bole usse Dil Ko Khushi hoti hai tumhara chup rahana dilon ke andar ek Khushi ka paigam lati haiSukun pahucha ke khushi hui![]()
Good going...Kabhi kabhi, umeed sirf roshni nahi hoti…
Woh ek muskurahat hoti hai, jo abhi mili nahi… par kabhi mil sakti hai.
Woh ek chhoti si dua hoti hai, jo har raat anjaane naam pe bhej di jaati hai.
Waqt beetta ja raha hai, par dil ruk gaya hai…
Na poora tod paaye usse, na poora chod paaye...
Bas ek beech ka raasta hai, jahan intezaar bhi hai… aur umeed bhi.
Us raaste pe na to kadam theek se chalte hain,
Na raaton mein neend utarti hai...
Lekin phir bhi dil ke kisi kone mein
Ek pal aisa hai, jisme woh laut aayenge bas isi soch par saans chali jaati hai.
Shayad pyaar yahi hota hai
Na milne ka gham, na bhoolne ki koshish...
Bas har roz usi yaadon ke saath jeena
Aur umeed ke beech woh intezaar chhupana...
Kabhi kabhi sab kuch keh diya jaata hai... fir bhi kuch kehna baaki reh jaata hai.
Wahi baatein, wahi jazbaat... jo lafzon mein nahi, sirf intezaar mein jeeti hain.
Ek beech ka raasta jahan na poora chhod paaye, na poora paa sake...
Wahi silsila aaj phir se zinda hai, is naye part mein…
#UnsentEmotions #Part5 #UmeedAurIntezaar #DilSeLafzTak #EmotionalWhispers #WordWeavers
Yeh kya tha bhai konsi baat ka answer tha I objectEk Alfaaz hote Hain jisko padhakar chehre ke andar ek muskan aati Hai aur Khamosh rahakar kuchh Shabd Na bole usse Dil Ko Khushi hoti hai tumhara chup rahana dilon ke andar ek Khushi ka paigam lati hai
Kon sa paigamEk Alfaaz hote Hain jisko padhakar chehre ke andar ek muskan aati Hai aur Khamosh rahakar kuchh Shabd Na bole usse Dil Ko Khushi hoti hai tumhara chup rahana dilon ke andar ek Khushi ka paigam lati hai
Aapka nazariya aur alfaaz dono hi dil ko chhoo gaye...Good going...
Ankahe ehsaas
Pyar yhi hai "Na khone ka gum na paane ki chhah"
Ehsaason ka milan bhi khas hai..
Waah waah par sach me kya mast likha hai ek ek shabdKabhi kabhi, umeed sirf roshni nahi hoti…
Woh ek muskurahat hoti hai, jo abhi mili nahi… par kabhi mil sakti hai.
Woh ek chhoti si dua hoti hai, jo har raat anjaane naam pe bhej di jaati hai.
Waqt beetta ja raha hai, par dil ruk gaya hai…
Na poora tod paaye usse, na poora chod paaye...
Bas ek beech ka raasta hai, jahan intezaar bhi hai… aur umeed bhi.
Us raaste pe na to kadam theek se chalte hain,
Na raaton mein neend utarti hai...
Lekin phir bhi dil ke kisi kone mein
Ek pal aisa hai, jisme woh laut aayenge bas isi soch par saans chali jaati hai.
Shayad pyaar yahi hota hai
Na milne ka gham, na bhoolne ki koshish...
Bas har roz usi yaadon ke saath jeena
Aur umeed ke beech woh intezaar chhupana...
Kabhi kabhi sab kuch keh diya jaata hai... fir bhi kuch kehna baaki reh jaata hai.
Wahi baatein, wahi jazbaat... jo lafzon mein nahi, sirf intezaar mein jeeti hain.
Ek beech ka raasta jahan na poora chhod paaye, na poora paa sake...
Wahi silsila aaj phir se zinda hai, is naye part mein…
#UnsentEmotions #Part5 #UmeedAurIntezaar #DilSeLafzTak #EmotionalWhispers #WordWeavers
Khushiyon ka paigam Dil aur chehre donon ke andar khushiyan hi khushiyan Bhar DeKon sa paigam
![]()
Shukriya mere dost aapane bahut khubsurat Andaaz mein meri likhawat ki tarif ki Hai Dil Se shukriyaWaah waah par sach me kya mast likha hai ek ek shabd
Khush rho happy rhoKhushiyon ka paigam Dil aur chehre donon ke andar khushiyan hi khushiyan Bhar De
Bhai itna bhar doge toh baad me bypass karke bhi nai niklegaKhushiyon ka paigam Dil aur chehre donon ke andar khushiyan hi khushiyan Bhar De
Kyon mere Alfaaz apko object lag raha hai mere bhaiYeh kya tha bhai konsi baat ka answer tha I object
Ji bilkul Khush rahenge aur ummid hai ki aap bhi Khush rahiyega kyunki Khushi ka paigam dilon ke andar dastak deti hai aur dilon mein ek khushiyan Si Ban jaati HaiKhush rho happy rho![]()
Are nahin mere Bhai aapke liye to dilon mein jagaya mere bhai Koi bypass ki jagah nahin HaiBhai itna bhar doge toh baad me bypass karke bhi nai niklega![]()