Suna hai dard ki hadd se guzarna baaki hai,
Abhi toh raakh hue hain, bikharna baaki hai.
Jo zakhm dikhte nahi, wo gehre bahut hain,
Abhi toh khamoshiyon ka utarna baaki hai.
Tamasha ban chuki hai zindagi zamane mein,
Abhi toh maut ka manzar sanwarna baaki hai.