Insaan bhi makaan ki tarah hi to hota hai,
Jab toot'ta hai tabhi naya kuch banta hai.
Chehre pe muskaan hoti hai, par dil mein khaaliyaan,
Zindagi har din usse thoda aur tod jaati hai yahaan.
Par wahi tooti hui rooh, phir se sajti hai,
Jaise eent-eent se ek nayi chhat banti hai.
Tootna bhi zaroori hai, chahe makaan ho ya insaan,
Naye hone ke liye purana khud hi girta hai har baar.......