Husn mein aabad ye raunakein, bahaar ke bimaar O aashiq
Jamee par aa, yahan hum bhi kar mahal barbaad bethein hain...
Uski itthlaati chaand si tasveer khaatir hum bhi rang khele
Ashq bana kar dekha to hunr barbaad kar bethein hain...
Samundar par tairati uss naav ka lehron se rishta gazab hota
Ajab jalwa hawaa ke rookh se hum duba apni naav bethein hain...
Uddayi jab aasma ki aur disha madhosh kar yeh patange
Gagan ki inn hawaon mai kaat hum fir patange bethein hain...
Jalakar deep andhere mein roshan kiya soona mahal apna
Naa jaane kyun patange laon(लौ) se yeh jeevan ka ant kar bethein hain...
Wahin poorab se hawa itni sheetal bahi rang bikhar jamee par aaya
Naa jaane kyun dilon ke ghaav fir khilkar jawaa ho bethein hain...
Mohabbat ka asali jalwa yeh kayamat bayaan karu kaise
Naa jaane kyun unki nazaro se luta "anchal" dil ko bethein hain...!!!