Aaya tha aaj phir kuch likhne ki kitna pyar karta hu mai tujhse , mai nhi janta ki kitna pyar karta Mai tujhse , bas kabhi kabhi roo deta hu tumko yaad karte karte , khair aaya hu to kuch to likh ke jaunga 
Ki Tujhe hasil kiye bagair
Itni mohabbat ki hai tujhse
Jo tu sach me hamara hota
To soch phir kya hota
Mujhe lagta hai tere man ke
Kone mai aaj bhi kahi na kahi hu mai
Tu yaad to kar mujhe ek baar
Hawa banke tere kadmo ko chum jaunga

Ki Tujhe hasil kiye bagair
Itni mohabbat ki hai tujhse
Jo tu sach me hamara hota
To soch phir kya hota
Mujhe lagta hai tere man ke
Kone mai aaj bhi kahi na kahi hu mai
Tu yaad to kar mujhe ek baar
Hawa banke tere kadmo ko chum jaunga
