Usne khud ko meri zindagi ki bas ek raat samajh liya,
Aur mujhe apni kahaani ki koi bhooli-si baat samajh liya.
Humne to har lamhe mein use apna saccha “Humsafar” maana tha,
Par usne hume kisi guzarti hui thandi hawa sa jan samajh liya.
Aaj bhi hum usi raat ki khamoshi mein khoye rehte hain,
Bas usne humme apne sapno ka mehmaan samajh liya.