• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Ek baat bolu ..✨

BadBunny

Ꮪᴛʀᴇɴɢᴇʀ'of, zozo
Senior's
Chat Pro User
Mai jis se baat karta hu usey udaas kar deta hu,

Kabhi kabhi to apno ko niraash kar deta hu,

Bahut chot khayi hai dil par tabhi khamosh rahta hu,

Warna mai bhi chup nahi rahta.. Baate behisaab karta hu.
 
Tere jaise log kabhi udaas kar hi nahi sakte bhai… Bas kabhi kabhi dil ki baat kehne ka tareeqa thoda alag hota hai. Tu baat kiya kar, hum sunne ke liye hamesha hain.:cool:
 
Mai jis se baat karta hu usey udaas kar deta hu,

Kabhi kabhi to apno ko niraash kar deta hu,

Bahut chot khayi hai dil par tabhi khamosh rahta hu,

Warna mai bhi chup nahi rahta.. Baate behisaab karta hu.
kis bewakoof ne ye kaha ki tum jisse baat krte ho usee udas krte ho.... :emo:
 
Top