• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Bas dundhti khudko...

✧ Augite ✧

ᛕᗩᕼᗩᑎ ᕼᗩᎥ 丅ᑌ (⁠ᗒ⁠ᗩ⁠ᗕ⁠)
VIP
Dhundhti *** Khud Ko

Kabhi apne aap ko bhoolti ***

Kabhi apne aap ko chunti ***

Bas dhundhti *** khud ko



Kabhi inn bikhre panno mein

Kabhi inme likhe lafzon mein

Padhti *** khud ko



Kabhi dhokha kha jane mein

Fir khud ko saza de jane mein

Maarti *** khud ko



Kabhi baarish ki awaz mein

Kabhi hawaon ki aahat mein

Dekhti *** khud ko



Kabhi bajte huwe piano mein

Kabhi gaano ke taraano mein

Sunti *** khud ko



Kabhi uski aankhon ke paani mein

Kabhi uski di hui zubani mein

Paati *** khud ko



Bas dhundhti *** khud ko

Bas dhundhti *** khud ko
 
Dhundhti *** Khud Ko

Kabhi apne aap ko bhoolti ***

Kabhi apne aap ko chunti ***

Bas dhundhti *** khud ko



Kabhi inn bikhre panno mein

Kabhi inme likhe lafzon mein

Padhti *** khud ko



Kabhi dhokha kha jane mein

Fir khud ko saza de jane mein

Maarti *** khud ko



Kabhi baarish ki awaz mein

Kabhi hawaon ki aahat mein

Dekhti *** khud ko



Kabhi bajte huwe piano mein

Kabhi gaano ke taraano mein

Sunti *** khud ko



Kabhi uski aankhon ke paani mein

Kabhi uski di hui zubani mein

Paati *** khud ko



Bas dhundhti *** khud ko

Bas dhundhti *** khud ko
Kabhi chaand ki tanha roshni mein,
Kabhi suraj ki tapti aagosh mein,
Pighalti *** khud ko.

Kabhi band kamre ki cheekhon mein,
Kabhi khamoshiyon ki gehraiyon mein,
Sunati *** khud ko.

Kabhi kisi ajnabi ke saaye mein,
Kabhi kisi apne ke fareb mein,
Khojati *** khud ko.

Kabhi waqt ki tez raftaar mein,
Kabhi raat ke thehre andheron mein,
Sambhalti *** khud ko.

Par ab samajh aata hai,
Jo dhoondh rahi thi kab se,
Woh toh bas meri saanson mein basa tha,
Main hi dekh na saki thi,
Aur yunhi
khojti *** khud ko…
 
Dhundhti *** Khud Ko

Kabhi apne aap ko bhoolti ***

Kabhi apne aap ko chunti ***

Bas dhundhti *** khud ko



Kabhi inn bikhre panno mein

Kabhi inme likhe lafzon mein

Padhti *** khud ko



Kabhi dhokha kha jane mein

Fir khud ko saza de jane mein

Maarti *** khud ko



Kabhi baarish ki awaz mein

Kabhi hawaon ki aahat mein

Dekhti *** khud ko



Kabhi bajte huwe piano mein

Kabhi gaano ke taraano mein

Sunti *** khud ko



Kabhi uski aankhon ke paani mein

Kabhi uski di hui zubani mein

Paati *** khud ko



Bas dhundhti *** khud ko

Bas dhundhti *** khud ko
Kabhi khud se door, kabhi khud ke kareeb,
Har mod pe khud ko dhoondhne ki tasveer.....
Kabhi lafzo me, kabhi khamoshiyo me,
Har jagah bas khud ki hi talash rahi....❣️
 
Top