aniket22
Favoured Frenzy
Uski aankhon ka kaajal kuch is tarah chhaya hai,
Jaise raat ka chand mere dil pe aaya hai.
Har pal uski ek jhalak ka intezaar rehta hai,
Woh dekhe na dekhe, par dil uska deewana rehta hai.
Kaajal mein uski baatein chhupi hoti hain,
Aur aankhon se hi woh sab kuch keh jaati hai.