• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ कारोबारکاروبار

4yöu

Wellknown Ace


Yeh Suhani shamein ab nayi aayegi
Jo tune gawaya hai, Qafar
Wo dua ab tere hisse nahi jaayegi

Waado se apne jab tu mukar gaya
Roti rahi raatein teri yadein simatkar
Khair nasha tha, woh bhi ik
subah hote hi dil se mere utar gaya

Ankh Moondkar tujhe Mana tha Apna
Hath chorh diya tune jab mera
thokar khate hi tut gaya mera sapna

Kisi roj khuda tujhe mere hisse likhega
Chahe lakh sitare hoge baaho mai
Fir bhi tujhe ye adhoora chand hi dikhega

Jab bana hi liya ishq ko Karobar tune
Aaj nahi tonh kal, munajir mere ..,
tera dil bhi kabhi kisi bewafa hatho bikega

1000085929.jpg
 


Yeh Suhani shamein ab nayi aayegi
Jo tune gawaya hai, Qafar
Wo dua ab tere hisse nahi jaayegi

Waado se apne jab tu mukar gaya
Roti rahi raatein teri yadein simatkar
Khair nasha tha, woh bhi ik
subah hote hi dil se mere utar gaya

Ankh Moondkar tujhe Mana tha Apna
Hath chorh diya tune jab mera
thokar khate hi tut gaya mera sapna

Kisi roj khuda tujhe mere hisse likhega
Chahe lakh sitare hoge baaho mai
Fir bhi tujhe ye adhoora chand hi dikhega

Jab bana hi liya ishq ko Karobar tune
Aaj nahi tonh kal, munajir mere ..,
tera dil bhi kabhi kisi bewafa hatho bikega

View attachment 317818
Sahi kha bhai .. This kind of people deserve that only. Fantastic write up as always . Ty for sharing . :cool:
 
Tu tha ek fasla, jo poora na hua,
Ek sabak tha, jo waqt se pehle padha...
Aaj bhi tu yaado me aata toh hai,
Magar ab dil tujhe izzat se nahi,
sabak kehlata hai...♡
Raat ke sannato me tera zikr zaroor hota hai,
Par woh kasak abb aankho tak nahi aati..
Mene tere baad toot kar khud ko jodaa hai,
Aur har tukde me sirf khud se wafaa paayi hai~
1000199287.jpg

 


Yeh Suhani shamein ab nayi aayegi
Jo tune gawaya hai, Qafar
Wo dua ab tere hisse nahi jaayegi

Waado se apne jab tu mukar gaya
Roti rahi raatein teri yadein simatkar
Khair nasha tha, woh bhi ik
subah hote hi dil se mere utar gaya

Ankh Moondkar tujhe Mana tha Apna
Hath chorh diya tune jab mera
thokar khate hi tut gaya mera sapna

Kisi roj khuda tujhe mere hisse likhega
Chahe lakh sitare hoge baaho mai
Fir bhi tujhe ye adhoora chand hi dikhega

Jab bana hi liya ishq ko Karobar tune
Aaj nahi tonh kal, munajir mere ..,
tera dil bhi kabhi kisi bewafa hatho bikega

View attachment 317818
Hello and good evening Ms. or should I say mohtarma. Very well written and some really deep emotions in this. Unfortunately I know only one karobaar and that is Car-O-Bar hehehhhehehee. Just trying to lighten the mood a bit . :bandid:
 
Tu tha ek fasla, jo poora na hua,
Ek sabak tha, jo waqt se pehle padha...
Aaj bhi tu yaado me aata toh hai,
Magar ab dil tujhe izzat se nahi,
sabak kehlata hai...♡
Raat ke sannato me tera zikr zaroor hota hai,
Par woh kasak abb aankho tak nahi aati..
Mene tere baad toot kar khud ko jodaa hai,
Aur har tukde me sirf khud se wafaa paayi hai~
View attachment 318093

Beautiful ❤️
 


Yeh Suhani shamein ab nayi aayegi
Jo tune gawaya hai, Qafar
Wo dua ab tere hisse nahi jaayegi

Waado se apne jab tu mukar gaya
Roti rahi raatein teri yadein simatkar
Khair nasha tha, woh bhi ik
subah hote hi dil se mere utar gaya

Ankh Moondkar tujhe Mana tha Apna
Hath chorh diya tune jab mera
thokar khate hi tut gaya mera sapna

Kisi roj khuda tujhe mere hisse likhega
Chahe lakh sitare hoge baaho mai
Fir bhi tujhe ye adhoora chand hi dikhega

Jab bana hi liya ishq ko Karobar tune
Aaj nahi tonh kal, munajir mere ..,
tera dil bhi kabhi kisi bewafa hatho bikega

View attachment 317818
Nice :heart1:
 


Yeh Suhani shamein ab nayi aayegi
Jo tune gawaya hai, Qafar
Wo dua ab tere hisse nahi jaayegi

Waado se apne jab tu mukar gaya
Roti rahi raatein teri yadein simatkar
Khair nasha tha, woh bhi ik
subah hote hi dil se mere utar gaya

Ankh Moondkar tujhe Mana tha Apna
Hath chorh diya tune jab mera
thokar khate hi tut gaya mera sapna

Kisi roj khuda tujhe mere hisse likhega
Chahe lakh sitare hoge baaho mai
Fir bhi tujhe ye adhoora chand hi dikhega

Jab bana hi liya ishq ko Karobar tune
Aaj nahi tonh kal, munajir mere ..,
tera dil bhi kabhi kisi bewafa hatho bikega

View attachment 317818
वाह! यह तो बहुत ही गहरी और दर्द भरी कविता है।
*A_AICS
 


Yeh Suhani shamein ab nayi aayegi
Jo tune gawaya hai, Qafar
Wo dua ab tere hisse nahi jaayegi

Waado se apne jab tu mukar gaya
Roti rahi raatein teri yadein simatkar
Khair nasha tha, woh bhi ik
subah hote hi dil se mere utar gaya

Ankh Moondkar tujhe Mana tha Apna
Hath chorh diya tune jab mera
thokar khate hi tut gaya mera sapna

Kisi roj khuda tujhe mere hisse likhega
Chahe lakh sitare hoge baaho mai
Fir bhi tujhe ye adhoora chand hi dikhega

Jab bana hi liya ishq ko Karobar tune
Aaj nahi tonh kal, munajir mere ..,
tera dil bhi kabhi kisi bewafa hatho bikega

View attachment 317818
Waaah__
Dil ki gehraai se jo likha hai __bahut hi pyaara__

Lekin__

Pyaar aur yaadein ek esa ehsaas hai __
Jo naa hum kabhi bhula skte hai__
Aur naa mita skte hai__ ✨❤️
 
Top