Tha mai nind mai aur mujhe itna sajaya ja raha tha, bade pyar se mujhe nahalaya ja raha tha, na jane wo konsa ajab khel tha mere ghar me, bache ki tarah mujhe kandho par uthaya ja raha tha, tha pass mere har apna us waqt phir me mai har kisi ke man se bhulaya ja raha tha, jo kabhi dekhte bhi na...