Naa subah ko chain na shaam ko aaram
Dar hain mujhe ye ab ki
Tujhe aazmane mein badnaam na ho jaaun
Mujhko thi tumse kuchh umeed zaroor abtak
Kahin baa-muraadi shikaayat se main badnaam na ho jaaun
Tujhko shouk hain zamaane mein apna naam roshan karne ka
Dar hain tere kreeb aane se nakaam na ho jaaun
Tujhko dhundhte dhundte main khud mein gum ho gayi
Dar hain kahin aarzoo karte karte badnaam na ho jaaun
Jab se choota hain palat ke naa dekha tujhko
Kahin tera sitam dekh kar anjaan na ho jaaun...!!!
It’s not about giant leaps, but those steady steps, even when no one’s watching. That quiet, daily effort? That’s the real game-changer.
Excellence isn’t a moment it’s a habit built in the shadows, carved out with consistency.
You’re speaking like someone who’s not just dreaming big, but building it.
Keep going you're already on the path where legends walk.