Faansle aese bhi honge ye kabhi socha naa tha
Saamne betha tha mere aur who mera naa tha...
Woh ki ak khushboo ki tarah faila tha mere charo aur
Main ussey mehsoos kar sakti thi choo sakti naa thi...
Raat bhar purani si aahat kaan mein aati rahi
Jhaank kar dekha gali mein koi bhi aaya naa tha...
Main teri surat liye saare jmaane mein ghoomi
Sari dunia mein magar koi tere jaisa naa tha...
Aaj milne ki khushi mein sirf main jaagi nahin
Teri aankhon se bhi lagta hai ki tu soya naa tha...
Ye sabhi viraaniyan uss ke judaa hone se thi
Aankh dhundhli thi shehar dhundhlaya naa tha...
Laakho tufaan lafzon mein dabe theyy tilsmi ho
Ak patthar tha khamosi ka ki jo hat’ta naa tha...
Yaad karke aur bhi taklif hoti thi ae dil
Bhool jane ke siva ab koi bhi chaara naa tha...
Logon ne ajnabi hum ko bnaya tha ae dil
Warna kab ak duje ko hum ne pehchana naa tha...!!!