Insaan bhi makaan ki tarah hi to hota hai,
Jab toot'ta hai tabhi naya kuch banta hai.
Chehre pe muskaan hoti hai, par dil mein khaaliyaan,
Zindagi har din usse thoda aur tod jaati hai yahaan.
Par wahi tooti hui rooh, phir se sajti hai,
Jaise eent-eent se ek nayi chhat banti hai.
Tootna bhi...